giitaayan An Interface to ISB

mai.n pyaar tumase hii karataa huu.N tum gavaahii do - Yeh Pyaar Hi To Hai (2001)  

Lyrics:  | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Kumar Sanu/ Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1: % mai.n pyaar tumase hii karataa huu.N tum gavaahii do mai.n apane khuun se likhataa huu.N tum gavaahii do mai.n pyaar tumase hii ... ab dobaaraa na kabhii dil ye diivaanaa hogaa aakharii apanii muhabbat kaa fasaanaa hogaa jo kahaa maine muskuraa ke ek baar kaho merii dha.Dakan mere is dil ke aasapaas raho diyaa hai dard sanam mujhako tum davaa bhii do mai.n apane khuun se ... mai.n naa bhuuluu.ngaa zi.ndagii bhar ye vaade kasame.n jaan deke mai.n nibhaa_uu.ngaa pyaar kii rasme.n terii chaahat me.n zamaane ko bhulaane aayaa raah-e-ulfat me.n har ik shai ko luTaane aayaa rakhuu.ngaa yaad tumhe.n chaahe.n tum bhulaa bhii do mai.n apane khuun se ... % %Part 2: % mai.n pyaar tumase hii karataa huu.N tum gavaahii do mai.n apane khuun se likhataa huu.N tum gavaahii do mai.n pyaar tumase hii karatii huu.N tum gavaahii do mai.n apane khuun se likhatii huu.N tum gavaahii do ab dobaaraa na kabhii dil ye diivaanaa hogaa aakharii apanii muhabbat kaa fasaanaa hogaa jo kahaa maine muskuraa ke ek baar kaho merii dha.Dakan mere is dil ke aasapaas raho diyaa hai dard sanam mujhako tum davaa bhii do mai.n apane khuun se ... mai.n naa bhuuluu.ngii zi.ndagii bhar ye vaade kasame.n jaan deke mai.n nibhaa_uu.ngii vafaa kii rasme.n terii chaahat me.n zamaane ko bhulaane aayaa raah-e-ulfat me.n har ik shai ko luTaane aayaa rakhuu.ngii yaad tumhe.n chaahe.n tum bhulaa bhii do mai.n apane khuun se ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.