giitaayan An Interface to ISB

kisii kii aa.Nkho.n kaa kaajal ... jo pyaar karataa hai - Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Sanjeev-Darshan | Singer(s): Manohar Shetty, Kavita Subramaniam, Anuradha Paudwal 
View in Nagari (Hindi)
kisii kii aa.Nkho.n kaa kaajal ban jaataa hai kisii kii zulfo.n kaa baadal ban jaataa hai kisii ke tiiro.n kaa ghaayal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai paagal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai ... pyaar me.n jiinaa pyaar me.n maranaa aaj hii kar lo jo hai karanaa der bahut ho jaa_egii varanaa aaj kaa din jo guzar gayaa to kal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai ... yaade.n uma.nge.n aramaa.n sapane sabake yahaa.n ghar apane apane ye sach hai ye maanaa sabane shahar ye dil kaa uja.De to ja.ngal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai ... dil detaa hai jaa.n letaa hai amR^it me.n viSh bhar detaa hai jiinaa mushkil kar detaa hai pyaar kabhii har mushkil kaa hal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.