tere pyaar me.n terii yaad me.n
mai.n apanaa naam bhuulii saaraa jahaan bhuulii
ye subah-o-shaam bhuulii mai.n bekaraar
tere pyaar me.n ...
teraa bhii haal aisaa meraa bhii haal aisaa jaane ye saal kaisaa hoy
mai.n apanaa naam bhuulii ...
jaane aur kyaa kyaa ab hone vaalaa hai tere pyaar me.n
nii.nd merii chain meraa khone vaalaa hai tere pyaar me.n
ham dono.n dekho kaise paagal hai.n ham dono.n
pa.nchhii hai.n paagal hai.n premii hai.n ghaayal hai.n
mastii me.n aajakal hai.n
mai.n apanaa naam bhuulaa ye subah-o-shaam bhuulaa
saaraa jahaan bhuulaa mai.n bekaraar
mai.n apanaa naam bhuulii ...
a.njaanaa saa ko_ii jaaduu chalataa hai tere pyaar me.n
??
bin tere jalate hai.n barasaato.n me.n bin tere
bas terii baato.n me.n jagate hai.n raato.n me.n le ke dil haatho.n me.n
mai.n apanaa naam bhuulii ...
teraa bhii haal aisaa meraa bhii haal aisaa sohaNii mahivaal jaisaa hoy
mai.n apanaa naam bhuulii ...
ko_ii dekh rahaa chhup chhup ke kyo.n nain uThe ruke ruke ye bataa
vo ruup sahaa naa jaa_e bin dekhe rahaa naa jaa_e
kahii.n duur nahii.n jaa paa_e aur paas nahii.n paa aa_e
la.De nain to meraa teraa chain gayaa
a.Nkhiyo.n me.n terii ko_ii aan basaa dil me.n hai nayaa mehamaan basaa
ho palake.n jhukaa ke naa lajaanaa
ho nii ku.Diye dikhaa de josh naa rahe khaamosh
ho apano.n se kaisaa sharamaanaa ye bataanaa teraa sajanaa
sajanaa vahii to hai jo khvaab me.n roz milaa
mile nain to ku.Diye teraa chain gayaa
tuune jaal bichhaa_e
tuu raaj kare hai merii du_aa jiivan ho teraa khushiyo.n se bharaa
ha.Nsanaa sabhii ko tuu ha.Nsaanaa
tuu bol de bas ek baar ki tuu khush hai merii biTiyaa raanii
sar ko hayaa se yuu.n jhukaa ke muskuraa ke
chaahe kahanaa bahanaa rahanaa nahii.n hai ab aur yahaa.n maan liyaa
la.De nain to ku.Diye teraa chain gayaa
|