giitaayan An Interface to ISB

tum jug-jug jiyo jahaa.N me.n maa.N ke jaaye - Pagdandi (1947)  

Lyrics: D N Madhok | Music: Pt Amarnath | Singer(s): Zeenat Begum 
View in Nagari (Hindi)
( tum jug-jug jiyo jahaa.N me.n maa.N ke jaaye bhagawaan umariyaa merii tumhe.n lagaaye ) -2 aa.Nkho.n se ojhal ho gaye chaa.Nd hamaare -2 nit-nit sapane aaye.nge hame.n tihaare birahan maa.N ke dil se nikalegii haay bhagawaan umariyaa merii tumhe.n lagaaye tum jug-jug jiyo jahaa.N me.n maa.N ke jaaye bhagawaan umariyaa merii tumhe.n lagaaye mere janam-janam ke sukh tumako mil jaaye.n -2 jit jaa_o sab de.n tumako yahii du_aa_e.n ye phuul sadaa phuule.n kabhii na murajhaaye.n bhagawaan umariyaa merii tumhe.n lagaaye tum jug-jug jiyo jahaa.N me.n maa.N ke jaaye bhagawaan umariyaa merii tumhe.n lagaaye
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.