giitaayan An Interface to ISB

terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa - Baarood (1960)  

Lyrics: Hasrat | Music: Khayyam | Singer(s): Lata, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
la : terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa de de sahaaraa apanaa terii duniyaa me.n nahii.n ko_ii hamaaraa apanaa ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa de de sahaaraa apanaa la : ruup laakho.n hai.n tere huu.N ko_ii majabuur nahii.n ko_ii zarraa nahii.n jisame.n ke teraa nuur nahii.n apane bando.n se kisii haal me.n tuu duur nahii.n -2 tuune har kaam jo biga.Daa wo sa.Nwaaraa apanaa ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa de de sahaaraa apanaa la : aaye tuufaa.N jo Gariibo.n ko miTaane ke liye ko : aaye tuufaa.N la : aaye tuufaa.N jo Gariibo.n ko miTaane ke liye aaye mushkil jo yatiimo.n ko sataane ke liye ko : apane bachcho.n ko tuu aa jaanaa bachaane ke liye -2 bachaane ke liye -2 ko : apane bachcho.n ko tuu aanaa bachaane ke liye -2 Part II % mukha.Daa as above la : tuu hii himmat de inhe.n chaahane waale hai.n tere tuu hii apanaa le hame.n gaate hai.n terii rachanaa ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa de de sahaaraa apanaa la : roz lete hai.n teraa naam jiye jaate hai.n pyaas lagatii hai to aa.Nsuu hii piye jaate hai.n ham bure hii sahii lekin tere kahalaate hai.n tuu dayaa kii hai nadii tuu hai kinaaraa apanaa ko : besahaaro.n ko zaraa de de sahaaraa apanaa de de sahaaraa apanaa then stanzaa "ruup laakho.n hai tere"
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.