mahaaraaj
suniye
ek kahaanii
ek din raadhaa ne ba.nsuriyaa na.ndalaal kii
chupake se lii churaa
ghar laa_ii uThaa
aur krodh me.n aa bolii
ki nigo.Dii sach balataa
kyaa mantar hai
kyaa jaaduu hai wo
moh rakhaa hai jisase mohan ko
ha.Ns kar baa.Nsuriyaa bolii yuu.N
Thaharo sajanii batalaatii huu.N
ik baa.Ns kii thii patalii sii nalii -2
ja.ngal me.n ugii ja.ngal me.n palii -2
taqadiir magar kuchh achchhii thii -2
madhusuudan ke mai.n haath lagii -2
( sajanii jo kaTaa har a.ng meraa
kuchh aur hii nikalaa ra.ng meraa ) -2
mai.n prem ko samajhii thii aisaa.N -2
sun kar hogii tum bhii hairaa.N -2
chhedo.n se meraa sinaa hai bharaa -2
aa haath lagaa kar dekh zaraa
chhedo.n se bharaa sinaa hai meraa
aa haath lagaa kar dekh zaraa
ab tan kyaa hai ik taan sakhii -2
priitam ke svaarth hai jaan sakhii -3
|