agar dilabar kii rusvaa_ii hame.n ma.nzuur ho jaaye
(sanam tuu bevafaa ke naam se mashhuur ho jaaye) - 2
agar dilbar kii ... ho jaaye
sanam ... ho jaaye
(hame.n fursat nahii.n milatii) - 2
kabhii aa.Nsuu bahaane se
(ka_ii Gam paas aa baiThe) -2
(tere ek duur jaane se) - 2
(agar tuu paas aa jaaye to har Gam duur ho jaaye) - 2
sanam tuu ... ho jaaye
(vafaa kaa vaastaa dekar) - 2
mohabbat aaj rotii hai
(na aise khel is dil se) - 2
(ye nazuk chiiz hotii hai) - 2
(zaraa sii Thes lag jaaye to shiishaa chuur ho jaaye) -2
sanam tuu ... ho jaaye
(tere ra.ngiin ho.nTho.n ko) - 2
kamal kahane se Darate hai.n
(terii is beruKii pe ham) - 2
(Gazal kahane se Darate hai.n) - 2
(kahii.n aisaa na ho tuu aur bhii maGaruur ho jaaye) - 2
agar dilbar ki three dots ho jaaye
sanam tuu ... ho jaaye
|