giitaayan An Interface to ISB

qusuur aap kaa, huzuur aap kaa - Bahaar (1951)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: S D Burman | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
##Kishore version## (qusuur aapakaa, huzuur aapakaa meraa naam liijiye na mere baap kaa) - 3 lefT raaiT! lefT raaiT! raaiT Tarn! lefT raaiT! lefT raaiT! abaauT Tarn! Gusse ko chho.Diye, dhiire-dhiire boliye merii sarakaar zaraa aa.Nkho.n ko kholiye faishan ko bhuulake, aao zaraa hosh me.n dhokhe me.n aao na javaanii ke josh me.n faayadaa hai kyaa jhuuThii Tiip-Taap kaa meraa naam liijiye na mere baap kaa qusuur aapakaa .. ahaa ahaa, hai hai hai oho oho hii hii koii baat kiijiye to pahale tolake chaliye naa chaal aise Dol-Dolake husn kaa huzuur ko ba.Daa maan hai husn chaar roz kaa mehamaan hai kahaa.N jaaegaa Guruur aapakaa meraa naam liijiye na mere baap kaa qusuur aapakaa ... lefT raaiT! lefT raaiT! abaauT Tarn! ---- ##Shamshad version## (qusuur aapakaa, huzuur aapakaa meraa naam liijiye na mere baap kaa) - 2 lefT raaiT! lefT raaiT! raaiT lefT Tarn! lefT raaiT! lefT raaiT! abaauT Tarn! mard hoke chhokarii se maat khaa gae kahiye kaise dhokhe me.n janaab aa gae Thiik pahale apanaa mizaaj kiijiye haspataal jaaiye ilaaj kiijiye dimaaG chal gayaa hai dimaaG chal gayaa hai zuruur aapakaa meraa naam liijiye na mere baap kaa qusuur aapakaa ... ahaa haa haa haa, arii.N rarii.N rii.N, vaavav vaa vvaa, huu.N uu.N o.N pasiinaa to pau.Nchhiye kapa.Do.n ko jhaa.Diye phaTii-phaTii aa.Nkho.n se hamako na taa.Diye maanaa huzuur kii mai.n kaniiz huu.N aap koii chiiz hai.n to mai.n bhii koii chiiz huu.N mizaaj kaho kaisaa mizaaj kaho kaisaa hai huzuur aapakaa meraa naam liijiye na mere baap kaa qusuur aapakaa ... lefT raaiT! lefT raaiT! abaauT Tarn!
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.