la : aa_o aa_o honahaar o pyaare bachche
pyaare bachche, umar ke kachche, baat ke sachche
jiiwan kii ek baat butaa_uu.N -2
musiibato.n se Daro nahii.n
buzadil ban ke maro nahii.n
rote-rote kyaa hai jiinaa
naacho dukh me.n taan ke siinaa -2
ko : tak tak dhum dhum -20
la : raat a.ndhiyaarii ho, ghirii ghaTaaye.n kaarii ho.n
raastaa sunasaan ho, aa.Ndhii aur tuufaan ho.n
ma.nzil terii duur ho -2
paa.Nv tere majabuur ho.n
to kyaa karoge
ruk jaa_oge
ko : naa
la : to kyaa karoge
ko : tak tak dhum dhum -20
la : o
insaano.n ke duHkh halkaan, karake apanaa sab qurabaan
bebas kaa ghar bas jaaye, apanaa ghar jo uja.D jaaye
auro.n ko karake aabaad -2
huye agar jo tum barabaad
to kyaa karoge
ro_oge
ko : naa
la : to kyaa karoge
ko : tak tak dhum dhum -20
la : o
jag me.n ghor la.Daa_ii ho, vatan pe aafat aa_ii ho
ghar me.n ghuse luTere ho.n, aazaadii ko ghere ho.n
banduuko.n kii maar ho -2
ba.De-ba.De laachaar ho.n
to kyaa karoge
Dar jaa_oge
ko : naa
la : to kyaa karoge
ko : tak tak dhum dhum -20
|