aa_o bachcho aaj tumhe.n ek kahaanii sunaataa huu.N mai.n
sher kii kahaanii sunoge
hu.N
huu.N huu.N
mere pass aa_o mere dosto ek qissaa suno -2
ka_ii saal pahale kii ye baat hai
bolo naa chup kyuu.N ho gaye
bhayaanak a.ndherii siyaah raat me.n
liye apanii banduuk mai.n haath me.n
ghane ja.ngalo.n se guzarataa hu_aa kahii.n jaa rahaa thaa -2
jaa rahaa thaa
nahii.n aa rahaa thaa
nahii.n jaa rahaa thaa
of fo aage bhii to bolo naa
bataataa huu.N bataa huu.N
gha.Dii thii andheraa magar saKt thaa
ko_ii das savaa das kaa vaqt thaa
larazataa thaa koyal kii bhii kuuk se
buraa haal hu_aa us pe bhuukh se
lagaa to.Dane ek berii se ber
mere saamane aa gayaa ek sher
ko_ii gighghii ?? banatii nazar phir ga_ii
to banduuk bhii haath se gir ga_ii
mai.n lapakaa wo jhapakaa
mai.n uupar wo niiche
wo aage mai.n piichhe
mai.n pe.D pe wo piichhe
are bachaa_o -2
mai.n Daal-Daal wo paat-paat
mai.n pasiinaa wo baaG-baaG
mai.n sur me.n wo taal me.n
ye ja.ngal paataal me.n
bachaa_o bachaa_o
are bhaago re bhaago
are bhaago
phir kyaa hu_aa
Kudaa kii qasam mazaa aa gayaa
mujhe maar kar besaram khaa gayaa
khaa gayaa
lekin aap to zindaa hai.n
are ye jiinaa bhii ko_ii jiinaa hai lalluu
aai.n
la la la ra la la
|