giitaayan An Interface to ISB

suno, suno, kaise kah duu.N bajariyaa ke biich - Ladli (1949)  

Lyrics: Naazim Paanipati | Music: Anil Biswas | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
suno suno suno suno suno suno re suno re suno suuno ( kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai ) -2 mere siine me.n aaho.n kaa shor hai meraa nanhaa saa dil kamajor hai -2 mose ekalii rahaa nahii.n jaat hai ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai aa.Nkho.n-aa.Nkho.n me.n kaaTuu.N mai.n raat re jiyaa maane na haay morii baat re -2 terii qasam -2 terii qasam ye ba.Daa kamazaat hai u_i da_iyaa ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai morii suunii pa.Dii hai aTariyaa mohe kose hai baalii umariyaa mohe kose mohe kose hai baalii umariyaa chupake-chupake chupake-chupake jawaanii bulaat hai ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich ye to kaano.n me.n kahane waalii baat hai re kaise kah duu.N bajariyaa ke biich
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.