giitaayan An Interface to ISB

nadiyaa me.n uThaa hai shor ... nadii kinaare ... shaam suhaanii aa_ii - Babul (1950)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Talat, Shamshad, Rafi, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
ko : jhi.ngo.Daa, jhi.ngo.Daa, jhi.ng jho laa_ii ha_i ho rabbaa ha_i ho ra : nadiyaa me.n uThaa hai shor chhaa_ii hai ghaTaa ghanaghor jaanaa duur hai sha : haa nadii kinaare, saath hamaare, shaam suhaanii aa_ii chaa.Nd ke rath par baiTh ke jhil-mil -2 raath kii raanii aa_ii shaam suhaanii aa_ii ta : aa ha ha haa naye zamaane, naye taraane, le ke jawaanii aa_ii sun-sun jisako naach uThe dil -2 aisii kahaanii laa_ii shaam suhaanii aa_ii ko : jhi.ngo.Daa, jhi.ngo.Daa, jhi.ng jho laa_ii ha_i ho rabbaa ha_i ho -4 ra : nadiyaa me.n uThaa hai shor chhaa_ii hai ghaTaa ghanaghor jaanaa duur hai sha : o dharatii par aakaash hai jab tak ho dil kaa nagar aabaad rahegaa ta : Dhalataa suuraj dhuup sunaharii aaj kaa mausam yaad rahegaa -2 sha : rut ye ra.ngiilii pyaar kii saajan -2 ban ke nishaanii aa_ii shaam suhaanii aa_ii do : nadii kinaare, saath hamaare, shaam suhaanii aa_ii ta : aa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.