ra : ( panaghaT pe dekho aa_ii milan kii belaa
ko : laa ) -2
ra : Thumak-Thumak raadhe chorii-chorii aa_ii
ko : o jii jii jii jii jii jii jii
ra : sakhiyo.n se puuchhe kit chhupe hai.n kanhaa_ii
ko : o jii jii jii jii jii jii jii
ra : haay bansii kii dhun sun sudh bisaraa_ii
ko : o jii jii jii jii jii jii jii
ra : man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
panaghaT pe dekho aa_ii milan kii belaa
ko : laa
gii : o
ruup ye kisakaa hai tere
mere man ko bhaa gayaa -2
kaun ye naino.n me.n mere
ra.ng ban ke chhaa gayaa
chhaa gayaa re chhaa gayaa
ko_ii gup-chup gup-chup gaaye
hriday me.n chupake chupake chupake
dha.Dakan me.n basataa jaaye
re chupake chupake chupake chupake
man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
ku.njan me.n dekho aa_ii milan kii belaa
o
aaj naino.n me.n kisii ke
merii duniyaa kho ga_ii -2
ho gayaa meraa ko_ii
aur mai.n kisii kii ho ga_ii
ho ga_ii re ho ga_ii
( jhan jhanan jhanan laharaa_ii
paayaliyaa morii morii morii ) -2
mai.n piyaa se milane aa_ii re
chorii chorii chorii chorii
man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
ku.njan me.n dekho aa_ii milan kii belaa
ko : o jii jii jii jii jii jii jii
ra : man hu_aa baawaraa nahii.n manaaye maane re
panaghaT pe dekho aa_ii milan kii belaa
ko : laa
ra : belaa
ko : laa
|