gii : mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
mastii kii barasaat hai
bhigii-bhigii raat hai
mu : mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
mastii kii barasaat hai
bhigii-bhigii raat hai
do : mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
mu : dil kii bastii viiraa.N hai
tuu man ke miit kahaa.N hai
merii duniyaa aaj jawaa.N hai
bechain papiihe ke ho.nTho.n pe mere dil kii baat hai
do : bhigii-bhigii raat hai
mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
mastii kii barasaat hai
bhigii-bhigii raat hai
mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
gii : ye rut ye ra.ngiilaa mosam
aur birahaa me.n ta.Dape ham
kyuu.N bichha.D gaye ho baalam
nazar milaa kar nazar churaa le, ye bhii ko_ii baat hai
do : bhigii-bhigii raat hai
mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
mastii kii barasaat hai
bhigii-bhigii raat hai
mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
gii : aajaa ab dil TuuT na jaaye
mu : sabar kaa daaman chhuuT na jaaye
gii : qisamat mu se ruuTh na jaaye
mu : priit kaa rog lagaane waale, laaj tere haath hai
gii : priit kaa rog lagaane waale, laaj tere haath hai
do : bhigii-bhigii raat hai
mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
mastii kii barasaat hai
bhigii-bhigii raat hai
mast chaa.Ndanii jhuum rahii hai, naach rahii hai
|