zaraa sii der thii baakii bahaar aane me.n
lagaa dii aag muqaddar ne aashiyaane me.n
( dil kii kahaanii kahanaa to chaahe
haay rii qisamat kah na sake ) -2
aa.Nkho.n se aa.Nsuu bahanaa to chaahe
haay rii qisamat bah na sake
( Kaamosh taaro.n, shab ke nazaaro.n
dekho mohabbat kaa anjaam dekho ) -2
( qadamo.n me.n unake rahanaa to chaahe
haay rii qisamat rah na sake ) -2
dil kii kahaanii kahanaa to chaahe
haay rii qisamat kah na sake
( aa.Nkho.n me.n paanii, ho.nTho.n pe naale
mohabbat hu_ii hai Gamo.n ke hawaalo.n ) -2
( ik dil hamaaraa aur Gam hazaaro.n
haay rii qisamat sah na sake ) -2
dil kii kahaanii kahanaa to chaahe
haay rii qisamat kah na sake
|