giitaayan An Interface to ISB

laage jab se nain laage - Daagh (1952)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
( laage jab se nain laage laage jab se nain laage ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage jab se nain laage ho jab se nain laage ) -2 o ham unake ghar aa ke sharamaa rahe hai.n ho kyuu.N khul gaye bhed pachhataa rahe hai.n ba.ndhane lage na mohabbat ke dhaage -2 jab se nain laage ho jab se nain laage laage jab se nain laage laage jab se nain laage ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage jab se nain laage ho jab se nain laage ho sapane bhii unake ye ni.ndiyaa bhii unakii ho meraa rahaa kyaa hu_ii mai.n to unakii sab kuchh meraa unake qadamo.n ke aage -2 jab se nain laage ho jab se nain laage laage jab se nain laage laage jab se nain laage ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage jab se nain laage ho jab se nain laage o kaisii ajab hai mohabbat kii batiyaa.N ho behosh din hai.n to bechain ratiyaa.N kaise kahe.n ham hai.n soye ke jaage -2 jab se nain laage ho jab se nain laage laage jab se nain laage laage jab se nain laage ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me.n kyaa hogaa aage jab se nain laage ho jab se nain laage
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.