giitaayan An Interface to ISB

mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa - Mayur Pankh (1953)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
( mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa ) -2 o jab se kisii ko basaayaa hai dil me.n -2 ho ho halachal hai gairo.n kii har mahafil me.n -2 mere ghar chandaa suuraj chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa o sapano.n me.n wo jab se aane lage hai.n -2 shaam-o-sahar muskaraane lage hai.n -2 merii ha.Nsii pe ta.Dap chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa o raste me.n kaa.NTe bichhe hai.n to kyaa hai -2 o zaalim ye pahare lage hai.n to kyaa hai -2 mai.n jo chaluu.N chhun-chhun sa.ng chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa mai.n to chaluu.N pashchhim, puurab chale duniyaa merii qismat pe ba.Dii jale duniyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.