giitaayan An Interface to ISB

jaane merii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa - Pyar Ki Jeet (1962)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Sudhir Phadke | Singer(s): Asha, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
ra : jaane merii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa dekhaa hai kyaa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa -2 mukha.De pe nanhii-nanhii buu.Ndo.n ke dhaare chandaa ke saath jaise chhoTe-chhoTe taare din me.n hai.n taare ye jaaduu hai kyaa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa -2 aa : jaane terii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa dekhaa hai kyaa ra : paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa -2 aa : nain kisii ke rote hai.n apanaa ?? din kii laalii me.n dekh aa_ii sapanaa a.ng-a.ng kisane ra.ng bharaa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa -2 ra : mai.n huu.N pujaarii tuu merii kalaa hai jahaa.N tere pag wahaa.N man bhii chalaa hai kyaa hai ye naataa zaraa tuu hii bataa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa -2 aa : jaane terii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa dekhaa hai kyaa ra : paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.