giitaayan An Interface to ISB

TuuT ga_ii hai maalaa motii bikhar chale - Harishchandra Taramati (1963)  

Lyrics: Pradeep | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Pradeep 
View in Nagari (Hindi)
TuuT ga_ii hai maalaa TuuT ga_ii hai maalaa motii bikhar chale do din rah kar saath jaane kidhar chale TuuT ga_ii hai maalaa milan kii duniyaa chho.D chale ye aaj birah me.n sapane -2 khoye-khoye naino.n me.n hai.n uja.De-uja.De sapane uja.De-uja.De sapane vyaadh kii gaTharii liye jhukaaye nazar chale do din rah kar saath jaane kidhar chale TuuT ga_ii hai maalaa ab to ye jag me.n jiye.nge aa.Nsuu piite-piite -2 jaisii inape biitii vaisii aur kisii pe na biite aur kisii pe na biite ko_ii mat puuchho inhe.n ke ye kis Dagar chale do din rah kar saath jaane kidhar chale TuuT ga_ii hai maalaa motii bikhar chale do din rah kar saath jaane kidhar chale
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.