giitaayan An Interface to ISB

jo siine me.n na dil hotaa ... ham to jaanii pyaar karegaa - Baarish (1957)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Asha, Chitalkar 
View in Nagari (Hindi)
chi : jo siine me.n na dil hotaa to phir ham tum pe kyuu.N marate aa.N bolo naa are jo siine me.n na dil hotaa to phir ham tum pe kyuu.N marate aa mohabbat jaisaa ghaTiyaa kaam karate bhii to kyuu.N karate haay re haay re Daa.cz gaa.Dii ke i.njan kii qasam ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar are are are are are diiwaane abe maregaa nahii.n Daregaa, nahii.n Daregaa ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa ham to jaanii aa : ( abhii hai jawaa.N duniyaa kaa kuchh nahii.n hai mazaa chakkhaa chi : pyaar nahii.n to duniyaa me.n phir bolo kyaa hai rakkhaa ) -2 rok sako to roko hamako rok sako to roko hamako ham to nainaa chaar karegaa aa : nahii.n Daregaa chi : nahii.n Daregaa ( ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa ham to jaanii ) -2 ( dil se dil kaa saudaa karane ye hai aayaa ba.ndaa maan bhii jaa_o pyaar se achchhaa nahii.n hai ko_ii dha.ndhaa ) -2 aa : jaan kii terii khair nahii.n hai chi : abe bhaag jaldii aa : jaan kii terii khair nahii.n hai agar tuu takaraar karegaa chi : nahii.n Daregaa, nahii.n Daregaa ( ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa ham to jaanii ) -2 aa : ( pahale to dil phe.nk kabhii naa dekhaa aisaa vaisaa chi : kabhii hu_aa hai aur naa hogaa dekho mere jaisaa ) -2 maano yaa naa maano ham to maano yaa naa maano ham to tumako gale kaa haar karegaa aa : nahii.n Daregaa chi : nahii.n Daregaa ( ham to jaanii pyaar karegaa, pyaar karegaa, pyaar karegaa ham to jaanii ) -2 haay haay haay haay re
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.