giitaayan An Interface to ISB

ek kalii naazo.n kii palii - Khazanchi/ The Cashier (1941)  

Lyrics: Wali Saheb | Music: Ghulam Haider | Singer(s): Shamshad 
View in Nagari (Hindi)
( ek kalii naazo.n kii palii ek kalii naazo.n kii palii rahatii thii sadaa gulazaaro.n me.n ) -2 charchaa thaa usake yauvan kaa charchaa thaa usake yauvan kaa niile aakaash ke taaro.n me.n -2 ik din khel rahii thii ha.Ns ha.Ns ke haa haa haa haa ik din khel rahii thii ha.Ns ha.Ns ra.ng bara.nge phuulo.n me.n -2 jhuul rahii thii jhuulaa Daale puShpalataa ke jhuulo.n me.n -2 itane me.n ik bha.Nware ne us kalii se nain milaaye -2 naino.n kii bhaaShaa me.n jaane kyaa kyaa bhed bataaye -2 kalii jo ha.Ns kar phuul banii tab bha.Nwaraa aa gayaa paas -2 chhin bhar me.n phir chiin liyaa sab ra.ng ruup aur baas -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.