ba : kaabe me.n raho yaa kaashii me.n
haa.N
nisbat to usii kii zaat se hai
ma : haa.N
tum raam kaho ke rahiim kaho
matalab to usii kii baat se hai
do : matalab to usii kii baat se hai
ba: ye masjid hai wo butakhaanaa -2
do : chaahe ye maano chaahe wo maano -2
maano ye maano chaahe wo maano
ba: ye masjid hai wo butakhaanaa
chaahe ye maano chaahe wo maano
ma: bha_ii
makasad to hai dil ko samajhaanaa -2
do : maano ye maano chaahe wo maano
ba : ye masjid hai wo butakhaanaa
ko : ye masjid hai wo butakhaanaa
ma : makasad to hai dil ko samajhaanaa
ko : makasad to hai dil ko samajhaanaa
ma : ye masjid hai wo butakhaanaa
makasad to hai dil ko samajhaanaa
ko : chaahe ye maano chaahe wo maano -2
( haa.N
ye sheK-o-barahaman ke jhaga.De ) -2
sab naasamajhii kii baate hai.n
hamane to hai bas itanaa jaanaa
bha_ii hamane to hai bas itanaa jaanaa
chaahe ye maano chaahe wo maano
gar jazb-e-muhabbat saadik ho
har dar se muraade milatii hai.n
ma.ndir se muraade milatii hai.n
masjid se muraade milatii hai.n
kaabe se muraade milatii hai.n
kaashii se muraade milatii hai.n
har ghar hai usii kaa kaashaanaa
bh_ii har ghar hai usii kaa kaashaanaa
chaahe ye maano chaahe wo maano
ye masjid hai wo butakhaanaa
makasad to hai dil ko samajhaanaa
chaahe ye maano chaahe wo maano
|