ab to is tarah merii aa.Nkho.n me.n Kaab aate hai.n
jis tarah aa_iine cheharo.n ko taras jaate hai.n
ehatiyaat ahal-e-mohabbat ke isii shahar ke log
gul-ba-dast aate hai.n aur Kwaabaa-rasan jaate hai.n
jaise tazabiiz-e-ta_alluq kii bhii rut ho ko_ii
zaKm bharate hai.n to ahabaab bhii aa jaate hai.n
har ka.Dii raat ke baad aisii qayaamat guzarii
subaho kaa zikr bhii aaye to laraz jaate hai.n