giitaayan An Interface to ISB

saathii tere naam, ek din, jiivan kar jaaye.nge (partial) - Ustaadi Ustaad Se (1981)  

Lyrics:  | Music: Ram Laxman | Singer(s):  
View in Nagari (Hindi)
saathii tere naam, ek din, jiivan kar jaaye.nge, jiivan kar jaaye.nge tuu hai meraa khudaa tuu naa karanaa dagaa tum bin mar jaaye.nge, tum bin mar jaaye.nge khushabuo.n kii tarah, tuu mahakatii rahe bulabulo.n kii tarah, tuu chahakatii rahe dil ke har taar se aa rahii hai sadaa tuu salaamat rahe, bas yahii hai duaa tuu hai meraa khudaa tuu naa karanaa dagaa tum bin mar jaaye.nge, tum bin mar jaaye.nge
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.