tere sadake balam na kar koii Gam
ye samaa ye jahaa.N phir kahaa.N
ho, tere sadake balam na kar koii Gam
din hai.n suhaane, phir kaun jaane aae na aae bahaar
tuu Gam ko piile, dam bhar ko jiile, duniyaa kaa kyaa aaitabaar
ho jii, piyaa, duniyaa kaa kyaa aitabaar
tere sadake balam...
kaa.nTo.n me.n daaman ulajhe na saajan phuulo.n me.n ha.Nsake guzaar
tho.Dii ha.Nsii hai, tho.Dii khushii hai, dukh zi.ndagii me.n hazaar
ho jii, piyaa, dukh zi.ndagii me.n hazaar
tere sadake balam...
naiyaa milan kii mauje.n pavan kii, kahatii hai.n mujhako pukaar
gaataa chalaa chal, ha.Nsataa chalaa chal, jiivan kii nadiyaa ke paar
ho jii, piyaa, jiivar kii nadiyaa ke paar
tere sadake balam na kar koii Gam
ye samaa ye jahaa.N phir kahaa.N
|