rafii: tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai, baa.Ndh liyaa hai
tere zulm-o-sitam, sar aa.Nkho.n par
lataa: maine badale me.n pyaar ke, pyaar diyaa hai, pyaar diyaa hai
terii khushiyaa.N aur gam, sar aa.Nkho.n par
rafii: tujhe jiivan kii ...
(apsaraa koI aae to dekhuu.N nahii.n
koI bahakaaye ha.nsake to bahakuu.N nahii.n ) - 2
tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa
o ... tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa
terii ulfat sanam sar aa.Nkho.n par ...
(mere jiivan kii anamiT kahaanii hai tuu
merii taqadiir aur zi.ndagaanii hai tuu ) - 2
liye firate hai.n sabase chhupaaye hue
o ... liye firate hai.n sabase chhupaaye hue
terii tasaviir ham sar aa.Nkho.n par ...
chaa.ND suuraj bhii hai.n terii parachhaa_iyaa.N
tujh se roshan huii dil kii gaharaa_iyaa.N
tere chehare kii jhilamil se ma.nzil milii
o tere chehare kii jhilamil se ma.nzil milii
aisii pyaarii puunam sar aa.Nkho.n par ...
(dono): tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai, baa.Ndh liyaa hai
tere zulmo-sitam, sar aa.Nkho.n par
|