giitaayan An Interface to ISB

tuu kahaa.N, ye bataa, is nashiilii raat me.n, jaane naa meraa dil diivaanaa - Tere Ghar Ke Samne (1963)  

Lyrics: Hasrat | Music: S D Burman | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
% Here is a Rafi solo from 'Tere Ghar ke Saamne'. % % Dev walks on the rain-drenched streets looking for Nutan and % finally she comes out in the balcony of her house.. % % Have a nice day! % % bye % satish % tuu kahaa.N, ye bataa, is nashiilii raat me.n maane naa meraa dil diivaanaa haay re ... maane naa meraa dil diivaanaa he ... ba.Daa naTakhaT hai samaa - 2 har nazaaraa hai javaa.N chhaa gayaa chaaro.n taraf, merii aaho.n kaa dhuaa.N dil meraa, merii jaa.N, naa jaanaa ... tuu kahaa.N ... o o ... aaii jab Tha.nDii havaa - 2 maine puuchhaa jo pataa vo bhii kataraake gaI, aur bechain kiyaa pyaar se, tuu mujhe, de sadaa ... tuu kahaa.N ... he ... chaa.nd taaro.n ne sunaa - 2 in bahaaro.n ne sunaa dard kaa raag meraa, rahaguzaaro.n ne sunaa tuu bhii sun, jaaneman, aa bhii jaa ... tuu kahaa.N ... o o ... pyaar kaa dekho asar - 2 aae tum thaame jigar mil gaI aaj mujhe, merii manachaahii Dagar kyuu.N chhupaa, ek jhalak, phir dikhaa ... tuu kahaa.N ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.