giitaayan An Interface to ISB

tuu nahii.n to zindagii mai.n aur kyaa rah jaayegaa - Arth (1982)  

Lyrics: Iftikhar Immam Siddiqui | Music: Jagjit Singh | Singer(s): Chitra Singh 
View in Nagari (Hindi)
tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa - 3 dUr tak tanhaaiyo.n kA silasilaa rah jaayegaa ... tU nahii.n to ... dard kii sarii tahe.n aur saare guzare haadase - 2 sab dhuaa.N ho jaaye.nge ek vaaqiyaa rah jaayegaa ... tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa ... tU nahii.n to ... yuu.n bhI hogaa vo mujhe dil se bhulaa degA magar (2) ye bhI hogaa khud usii mai.n ek khalaa rah jaayegaa ... tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa ... tU nahii.n to ... daayare inkaar ke ikaraar kii sarahoshiyaa.n ...(2) ye agar TuuTe kabhI to faasalaa rah jaayegaa ... tU nahii.n to zindagii mai.n aur kyA rah jaayegaa ... tU nahii.n to ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.