ta: tuu ruup kI rAnI, mai.n choro.n kaa raajaa
ho teraa meraa pyaar niraalaa
la: bas ek najar aur ek muskaan me.n
jaane tuune kyaa kar Daalaa
ta: duniyaa me.n hasii.n bhii dekhe hai.n
vo ruup kahaa.N jo tujhame.n hai -2
la: suuraj kii kiraN me.n garamii hai
vo dhuup kahaa.N jo tujhame.n hai - 2
ta: tuu dharatii kaa taaraa, mai.n zaraa aavaaraa
ke teraa meraa ...
ta: baalo.n me.n suhaane a.ndhere hai.n
gaalo.n pe chamakate savere hai.n - 2
la: is dil me.n ujaale tere hai.n
haay raam ye nain luTere hai.n - 2
ta: tuu cha.nchal dhaaraa, mai.n jhUmataa kinaaraa
ke teraa meraa ...
ta: tuu naach ke jis pal(dam?) laharaaye
bijalii kii adaa bhii sharamaaye - 2
la: tuu jhuum ke jis dam muskaaye
kaliyo.n ko pasiinaa aa jaaye - 2
ta: tuu priit kii vInaa, mai.n nagamaa tihaaraa
ke teraa meraa ...
|