giitaayan An Interface to ISB

ye raakhii ba.ndhan hai aisaa - Beimaan (1972)  

Lyrics: Varma Malik | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Mukesh, Lata 
View in Nagari (Hindi)
(ye raakhii ba.ndhan hai aisaa -3 jaise cha.Ndaa aur kiraN kaa jaisaa badarii aur pavan kaa jaise dharatii aur gagan kaa) -2 ye raakhii ba.ndhan hai aisaa -3 duniyaa kii jitanii bahane.n hai.n un sabakii shraddhaa hai isame.n hai dharam karam bhaiyaa kaa ye bahanaa kii rakshaa isame.n hai jaise subhadraa aur kishan kaa jaise badarii aur pavan kaa jaise dharatii aur gagan kaa ye raakhii ba.ndhan ... m: aaj khushii ke din bhaaii ke bhar-bhar aae nainaa -2 kadar bahan kii unase puuchho jinakii nahii.n hai bahanaa mol nahii.n koii is ba.ndhan kaa jaise badarii aur pavan kaa jaise dharatii aur gagan kaa ye raakhii ba.ndhan hai aisaa -3
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.