giitaayan An Interface to ISB

zi.ndagii ek safar hai suhaanaa - Andaaz (1971)  

Lyrics: Hasrat | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Kishore/ Rafi 
View in Nagari (Hindi)
(zi.ndagii ek safar hai suhaanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa ) - 2 (ha.Nsate gaate jahaa.N se guzar duniyaa kii tuu paravaah na kar ) - 2 muskuraate hue din bitaanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa haa.N zi.ndagii ek safar ... (maut aanii hai aaegii ik din jaan jaanii hai jaaegii ik din ) - 2 aisii baato.n se kyaa ghabaraanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa haa.N zi.ndagii ek safar ... (chaa.Nd taaro.n se chalanaa hai aage aasamaano.n se ba.Dhanaa hai aage ) - 2 piichhe rah jaaegaa ye zamaanaa yahaa.N kal kyaa ho kisane jaanaa haa.N zi.ndagii ek safar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.