giitaayan An Interface to ISB

zi.ndagii kaa safar, hai ye kaisaa safar - Safar (1970)  

Lyrics: Indeevar | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
zi.ndagii kaa safar hai ye kaisaa safar koii samajhaa nahii.n koii jaanaa nahii.n hai ye kaisii Dagar chalate hai.n sab magar koii samajhaa nahii.n koii jaanaa nahii.n zi.ndagii ko bahut pyaar hamane kiyaa maut se bhii muhabbat nibhaaye.nge ham rote rote zamaane me.n aaye magar ha.Nsate ha.Nsate zamaane se jaaye.Nge ham jaaye.Nge par kidhar hai kise ye khabar koii samajhaa nahii.n koii jaanaa nahii.n aise jiivan bhii hai.n jo jiye hii nahii.n jinako jiine se pahale hii maut aa gayii phuul aise bhii hai.n jo khile hii nahii.n jinako khilane se pahale fizaa khaa gaI hai pareshaa.n nazar thak gaye chaaraaGar koii samajhaa nahii.n koii jaanaa nahii.n hai ye kaisii Dagar chalate hai.n sab magar koii samajhaa nahii.n koii jaanaa nahii.n zindagii kaa safar hai ye kaisaa safar koii samajhaa nahii.n koii jaanaa nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.