zi.ndagii, zi.ndagii, zi.ndagii - 2
(kab tum ko dekhaa hai - 2), taaro.n ke sa.ng
phuulo.n ke ra.ng me.n, tum ko paanaa hai
ye mai.nne Thaanaa hai, tum ko paanaa hai
ye mai.nne Thaanaa hai, apane ghar laanaa hai
ye mai.nne Thaanaa hai
%the second stanza goes something like this:
tum mere sAth ho, mai.n tere sAth huu.N
vo zamiin sAth hai, aasamaan sAth hai
ye bhiigaa bhiigaa jism, ye bhiigii aarazuu
zindagii mil gayii, zindagii hai saudaagar
detii hai kuchh lene ke baad
dii bahaar mujh ko magar phir
lii chaman rakhane ke baad
sa.ng ke sa.ng, lahuu ke ra.ng me.n
tum ko paanaa hai, tum ko paanaa hai
zindagii ...
|