giitaayan An Interface to ISB

jiine de ye duniyaa chaahe - Lava (1985)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s): Asha/ Asha, Manmohan Singh 
View in Nagari (Hindi)
% Asha solo version jiine de ye duniyaa chaahe maar Daale log ham niraale pyaar karane vaale kaaGaz pe kuchh ho likhaa to miTaa duu.N saudaa kiyaa ho to qiimat chukaa duu.N dekhaa ho sapanaa to sapanaa bhulaa duu.N kaise bhulaa duu.N tumhe.n yaad aane vaale log ham niraale pyaar karane vaale ... gajaraa khulaa thaa kajaraa bahaa thaa kal raat mujhako tuu yaad aa rahaa thaa aa.Nkho.n me.n bas jaa mai.nne kahaa thaa ye kab kahaa thaa ke nii.nde.n churaa le log ham niraale pyaar karane vaale ... % Asha - Manmohan Singh duet version jiine de ye duniyaa chaahe maar Daale log ham niraale pyaar karane vaale aa: ho.nTho.n pe vaade aa.Nkho.n me.n qasame.n bhuulii hame.n saarii duniyaa kii rasame.n kuchh bhii rahaa naa ab apane bas me.n dil jaan sab kuchh hai tere hawaale log ham niraale pyaar karane vaale ... ma: vo beqaraarii hai mushkil hai jiinaa ban jaa tuu kaalii ghaTaa o hasiinaa aa jaa_e saavan kaa rim jhim mahiinaa bikharaa de zulfo.n ke baadal ye kaale log ham niraale pyaar karane vaale ... ma: diipak pata.ngaa jalate rahe.nge girate rahe.nge sa.Nbhalate rahe.nge aa: ham dil kii raaho.n pe chalate rahe.nge pa.D jaa_e chaahe paa.Nvo.n me.n chhaale log ham niraale pyaar karane vaale ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.