giitaayan An Interface to ISB

ai pardaanashii.n ye ishq kahii.n - Teerandaaz (1955)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata, chorus 
View in Nagari (Hindi)
la: ai pardaanashii.n ye ishq kahii.n pardo.n me.n chhupaayaa jaataa hai naadaan kahii.n in sholo.n ko siine me.n dabaayaa jaataa hai ko: aa aa aa la: pardo.n me.n abhii hone de jawaa.N a.Ndaaz ye tiira.ndaazii ke a.Ndaaz ye sab rah jaate hai.n jab tiir chalaayaa jaataa hai ko: ai pardaanashiin... la: maanaa ke zabaa.N Kaamosh rahe aa.Nkho.n pe magar kaabuu kisakaa maanaa ke zabaa.N Kaamosh rahe aa.Nkho.n pe magar kaabuu kisakaa afasaanaa-e-dil ho.nTho.n se nahii.n aa.Nkho.n se sunaayaa jaataa hai ko: ai pardaanashii.nthredots la: is aaga kaa bujhanaa mushkil hai is raaz kaa chhupanaa mushkil hai hote hai.n jahaa.N bhar me.n charache, jitanaa ye chhupaayaa jaataa hai ko: ai pardaanashii.n...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.