giitaayan An Interface to ISB

dekho jii dekho miThii adaa se - Mai Baap (1957)  

Lyrics: Jan Nisar Akhtar | Music: O P Nayyar | Singer(s): Geeta, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
gii: dekho jii dekho miThii adaa se jalanewaale jale apanii balaa se kahatii hai ik kahaanii ye aarazuu diwaanii karate hai.n kuchh ishaare.n laut kar ke ye jawaanii daaman bachaake jaaye.n raate.n na ab suhaanii dekho jii dekho ... vaade kiye to Taale armaa.N na kuchh nikaale guzaraa hai ek zamaanaa baahe.n gale me Daale dekho na bhuul jaanaa ye din hai jaanewaale dekho jii dekho ... ra: duniyaa kaa ham ko Dar kyaa dekhe idhar udhar kyaa ham hai tujh pe diwaane apanii ham ko Kabar kyaa bolo siwaa tumhaare aaye hame nazar kyaa dekho jii dekho miThii adaa se jalanewaale jale apanii balaa se ra/gii: dekho jii dekho miThii adaa se jalanewaale jale apanii balaa se
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.