giitaayan An Interface to ISB

merii jaa.N mai.nne kahaa - The Train (1970)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s):  
View in Nagari (Hindi)
rA0: o merii jaa.N mai.nne kahaa, o merii jaa.N tuune sunaa (2) dil ne dil se kyaa kahaa AshA: o merii jaa.N mai.nne kahaa, o merii jaa.N tuune sunaa (2) dil ne dil se kyaa kahaa AshA: baato.n baato.n me.n karatii huu.N mai.n kamaal bas jaatii huu.N mai.n dil me.n ban ke Kayaal aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n detii huu.N mai.n jawaab aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n karatii huu.N mai.n sawaal rA0: o merii jaa.N mai.nne kahaa, o merii jaa.N tuune sunaa AshA: o merii jaa.N mai.nne kahaa, o merii jaa.N tuune sunaa dil ne dil se kyaa kahaa AshA: mai.n bhii tho.Dii sii rahatii huu.N beqaraar tuu bhii tho.Daa saa lagataa hai beqaraar terii merii to haalat hai ek sii kyo.n naa aapas me.n ham dono.n kar le.n pyaar rA0: o merii jaa.N mai.nne kahaa, o merii jaa.N tuune sunaa AshA: o merii jaa.N mai.nne kahaa, o merii jaa.N tuune sunaa dil ne dil se kyaa kahaa AshA: dilakash baate.n hasii.n mahafil dil jawaa.N aisii raate.n jawaanii me.n phir kahaa.N mere ho.nTho.n pe afasaanaa pyaar kaa tere lab pe muhabbat kii daastaa.N rA0: o merii jaa.N mai.nne kahaa, o merii jaa.N tuune sunaa (2) are dil ne dil se kyaa kahaa AshA: o merii jaa.N tuune kahaa, o merii jaa.N mai.nne sunaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.