%
% K K version
%
ke ke:
chaa.Ndanii muskuraaye jab havaa kuchh kahe
samajho merii sadaae.N hai.n tere saath me.n
jo ghanaa ho fizaa me.n a.Ndheraa
laa_e.Nge ham savere tere liye
le chale, le chale, yaado.n ke ye qaafile
jaa_e.Nge ham jahaa.N ye zamii.n aasamaa.N mile
narm buu.Ndo.n kii rimajhim, pahalI baarish ke din
dopahar garmiyo.n kii, shaame.n vo sard sii
rut koii, koii mausam, koii gha.Dii
o o o o, saath me.n hamako haradam tum paaoge
le chale, le chale ...
jab kabhii zi.ndagaanii tujhako tanhaa lage
jab kabhii ashk aa_e.N dil tumhaaraa bujhe
jab kabhii chain khoe, ho pareshaa.N
dekh lo ham wahii.n hai.n tere saamane
le chale, le chale yaado.n ke ye qaafile
jaa_e.Nge ham jahaa.N ye zamii.n aasamaa.N mile
le chale, le chale
%
% shaan version
%
shaan:
mm hamm mm hamm ...
chaa.Ndanii muskuraaye jab havaa kuchh kahe
samajho merii sadaae.N hai.n tere saath me.n
jo ghanaa ho fizaa me.n a.Ndheraa
laa_e.Nge ham savere tere liye
le chale, le chale, yaado.n ke ye qaafile
jaa_e.Nge ham jahaa.N ye zamii.n aasamaa.N mile
narm buu.Ndo.n kii rimajhim, pahalI baarish ke din
dopahar garmiyo.n kii, shaame.n vo sard sii
rut koii, koii mausam, koii gha.Dii
o o o o, saath me.n hamako haradam tum paaoge
le chale, le chale ...
aahaTe.n dhiimii-dhiimii terii aavaaz kii
chhoTii-chhoTii sii baate.n vo sharaarat bharii
un palo.n un lamho.n kii jaaduugarii
ho o o, aaj bhii hai sa.Njoye dil me.n mere
le chale, le chale, yaado.n ke ye qaafile
jaae.Nge ham jahaa.N ye zamii.n aasamaa.N mile
le chale, le chale
%
% Sunidhi version
%
sunidhi:
mm hmm hamm, mm hamm hamm ...
laa laa laa, laa laa laa ...
chaa.Ndanii muskuraaye jab havaa kuchh kahe
samajho merii sadaae.N hai.n tere saath me.n
jo ghanaa ho fizaa me.n a.Ndheraa
laa_e.Nge ham savere tere liye
le chale, le chale, yaado.n ke ye qaafile
jaa_e.Nge ham jahaa.N ye zamii.n aasamaa.N mile
narm buu.Ndo.n kii rimajhim, pahalI baarish ke din
dopahar garmiyo.n kii, shaame.n vo sard sii
rut koii, koii mausam, koii gha.Dii
saath me.n hamako haradam tum paaoge
le chale, le chale ...
roshanii ke ye saae chhuuke jaa_e.N tujhe

|