giitaayan An Interface to ISB

subah kii dhuup sii - Dhoop (2003)  

Lyrics: Nida Fazli | Music: Lalit Sen | Singer(s): Hariharan, Shreya Ghoshal 
View in Nagari (Hindi)
hariharan: subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii merii saa.Nso.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii sochatii thii.n jise meri tanahaa_iyaa.N thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar shreyaa: dhuup me.n chhaa.Nv sii shaharo.n me.n gaa.Nv sii merii raaho.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii sochatii thii.n jise meri tanahaa_iyaa.N thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar hariharan: jab tum gum thii tab bhii tum thii jitanaa mai.n thaa utanii tum thii shreyaa: duur the jab tum paas the aise nii.nd se jhaa.Nke sapanaa jaise koii jaanaa apanaa jaise hariharan: subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii shreyaa: merii raaho.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N hariharan: dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii shreyaa: sochatii thii.n jise merii tanahaa_iyaa.N hariharan: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar shreyaa: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar shreyaa: pa.nchii jaage ma.nzar Dole ghar ke chhup chhup haa.N kone bole hariharan: lekar tumase ruup sunaharaa dhulaa a.Ndheraa sajaa saveraa har darpaN me.n ho ek hii cheharaa shreyaa: dhuup me.n chhaa.Nv sii shaharo.n me.n gaa.Nv sii merii raaho.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N dekh kar tumako lagataa hai tum ho vahii hariharan: sochatii thii.n jise meri tanahaa_iyaa.N hariharan: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar shreyaa: thaa tumhaaraa hii mujhe intazaar thaa intazaar hariharan: subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii merii saa.Nso.n me.n thii.n jisakii parachhaai.Nyaa.N subah kii dhuup sii shaam ke ruup sii merii saa.Nso.n me.n thii.n jisakii parachhaa.Niyaa.N
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.