udit :
kuchh khonaa hai kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai
kuchh khonaa, kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai
jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai
kuchh khonaa hai kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai
jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai
ho o~ o~ o~ o (2)
koras :
o~ o~ ho~ o~ o~ o o~ o o~ o o
aa~ aa~ aa~ aa~ aa~ aa aa~ aa aa~ aa aa
udit :
kabhii sukho.n kaa melaa, kabhii hai akelaa, ye jiivan, o o o (2)
kaun apanaa-begaanaa, ye naa pahachaanaa, meraa man, o o o
prem kii saragam gaa_uu.N harapal, mai.n huu.N prem-pujaarii
dil lenaa dil denaa jaanuu.N, jaanuu.N na duniyaadaarii
dha.Dakan kii lay pe jiivan ko, ek miiThaa giit banaanaa hai
jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai
kuchh khonaa, kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai
koras :
aa~ aa~ aa, aa aa aa, aa~ aa~ (2)
udit :
honaa hai jo ho jaae, kaahe ghabaraae, tuu pagale, o o o
are honaa hai jo ho jaae, kaahe ghabaraae, tuu pagale, o o o
insaa.N agar tuu sachchaa, to hogaa achchhaa, ye sun le, o o o
dekh na_ii duniyaa kii raahe.n, baa.Nhe.n khol pukaare.n
na_ii subah kaa suuraj hogaa, ho.nge nae sitaare
sapano.n ke shahar me.n jaanaa hai, jaakar ma.nzil ko paanaa hai
jab tak ye saa.Ns chalegii, yaaraa ye to chalate jaanaa hai
kuchh khonaa hai kuchh paanaa hai, jiivan kaa khel puraanaa hai
koras :
aa~ aa~ aa~ aa, aa aa aa aa~ aa~ aa aa
o~ o~ ho~ o~ o~ o o~ o o~ o o
aa~ aa~ aa~ aa~ aa~ aa aa~ aa aa~ aa aa (3)
|