ta:
(muhabbat kii kahaaniyaa.N
sunaane lagii hai.n javaaniyaa.N) -2
hamaare tumhaare pyaar pe
Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N
la:
muhabbat kii kahaaniyaa.N
sunaane lagii hai.n javaaniyaa.N
hamaare tumhaare pyaar pe
Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N
dono.n:
muhabbat kii kahaaniyaa.N ...
ta:
(ye qisse nigaah-e-yaar ke
ye dha.Dakan dil-e-beqaraar ki) -2
ye subahe.n tumhaarii yaad kii
ye shaame.n suhaanii bahaar kii
tumhaarii muhabbat me.n sanam
milii hai.n hame.n ye nishaaniyaa.N
la:
hamaare tumhaare pyaar pe
Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N
dono.n:
muhabbat kii kahaaniyaa.N...
ta:
(zamaanaa na hamase chhiin le
ye daulat tumhaare naam kii)-2
la:
nigaaho.n se dekhe.n ham kabhii
na suurat judaa_ii kii shaam kii
dono.n:
rahe.n yuu.N hameshaa saath ham
rahe.n na rahe.n zindagaaniyaa.N
ta:
muhabbat kii kahaaniyaa.N
la:
sunaane lagii hai.n javaaniyaa.N
dono.n:
hamaare tumhaare pyaar pe
Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N
|