shA:
jise DhU.N.DhatA hU.N mai.n har kahI.n
jo kabhI mujhe milI hai nahI.n
mujhe jisake pyAr pe ho yaqI.n
wo la.DakI hai kahA.N
jise sirf mujhase hI pyAr ho
jo ye kahane ko bhI taiyAr ho
suno tum hI mere diladAr ho
wo la.DakI hai kahA.N
ka:
jo tumhare KwAbo.n me.n hai basI
wo hasIn mUrti pyAr kI
milegI tumhe.n kabhI nA kabhI
zarA dekho yahA.N-wahA.N
chalo DhU.N.Dhate hai.n ham-tum kahI.n
wo parI, wo hUr, wo nAzanI.n
jise dekho to kaho tum vahI.n
are ye to hai yahA.N
shA:
jAne kyU.N three KayAl AyA mujhe
ki wo la.DakI kahI.n ... tum to nahI.n
tum me.n hai.n ... wo sArI KUbiyA.N
thaa jinako DhU.N.DhatA ... mai.n har kahI.n
ka:
tumhe.n dhokhA lagatA hai ho gayA
mujhe hai samajh liyA chA.Nd kyA
nA mai.n hU.N parI nA mai.n apsarA
karo tum nA ye gumAn
shA:
jise DhU.N.DhatA ... wo la.Dakii hai kahaa.N
shA:
mAn lo ... agar mai.n ye kahU.N
ki mere KwAbo.n me.n ... tum hi to ho
jAn lo ... merA aramAn hai
ki mere sAth hI ... ab tum raho
ka:
mujhe tumane kyA ye samajhA diyA
mere dil ko jaise dha.DakA diyA
mere tan-badan ko pighalA diyA
wo sunA_ii dAstAn
shA:
jise DhU.N.DhatA ... wo la.Dakii hai kahaa.N
|