giitaayan An Interface to ISB

tum aae to aayA mujhe yAd galI me.n aaj chA.Nd nikalA - Zakhm (1998)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: M M Kreem | Singer(s): Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
tum aae to aayaa mujhe yaad, galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa jaane kitane dino.n ke baad, galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa (2) galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa tum aae to aayaa mujhe yaad galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa ye nainaa bin kaajal tarase, baarah mahiine baadal barase sunii rab ne merii fariyaad, galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa jaane kitane dino.n ke baad ... aaj kii raat jo mai.n so jaatii, khulatii aa.Nkh subah ho jaatii mai.n to ho jaatii bas barabaad, galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa jaane kitane dino.n ke baad ... mai.nne tumako aate dekhaa, apanii jaan ko jaate dekhaa jaane phir kyaa huaa nahii.n yaad, galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa jaane kitane dino.n ke baad ... %% Part 2 aaj kaa din ummiid kaa din hai, aaj to merii iid kaa din hai ai mere dil mubaarakabaad, galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa galii me.n aaj chaa.Nd nikalaa jaane kitane dino.n ke baad ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.