a: shaam hai jaam hai aur hai nashaa
tan bhii hai, man bhii hai pighalaa huaa
m: chhaa_ii hai.n ra.ngiiniyaa.N
phir bhii hai.n betaabiyaa.N
a: kyuu.N dha.Dakataa hai dil
kyuu.N ye kahataa hai dil
diiwaano.n ko ab tak nahii.n hai ye pataa
koras: aaj kii raat ... honaa hai kyaa ... paanaa hai kyaa ... paanaa hai kyaa (2)
a: do gha.Dii me.n hii yahaa.N jaane kyaa hogaa
m: jo hameshaa thaa meraa phir meraa hogaa
a: kaun kisake dil me.n hai faisalaa hogaa
m: faisalaa hai yahii ... jiit hogii merii
a: ho - diiwaano.n ko ab tak nahii.n hai ye pataa
so: aaj kii raat ... honaa hai kyaa ... paanaa hai kyaa ... khonaa hai kyaa
koras: aaj kii raat ... honaa hai kyaa ... paanaa hai kyaa ... khonaa hai kyaa
so: aao mai.n tumase kahuu.N baat chupake se
ra.ng badalegii pal me.n raat chupake se
tumako le jaa_uu.Ngaa phir saath chupake se
m: jaaoge tum kahaa.N ... dekho mai.n huu.N yahaa.N
a: diiwaano.n ko ab tak nahii.n hai ye pataa
koras: aaj kii raat ... honaa hai kyaa ... paanaa hai kyaa ... paanaa hai kyaa (2)
|