saarii duniyaa se puuchhaa, milaa naa nishaa.N
chup rahii ye zamii.n, chup rahaa aasamaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N
saarii duniyaa se puuchhaa, milaa naa nishaa.N
chup rahii ye zamii.n, chup rahaa aasamaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N, haay
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Duu.N kahaa.N
jabase tum duur ho, duur hai zindagii (2)
phir bhii jiine pe majabuur hai zindagii
rah ga_ii ban ke mai.n ...
rah ga_ii ban ke mai.n, Gam bharii daastaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N (2)
kisake dar pe na ham Gam ke maare gaye (2)
saare aalam me.n tujhako pukaare gaye
naa to ma.nzil milii ...
naa to ma.nzil milii, naa milaa kaaravaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N (haay) (2)
tinake chun chun ke hamane basaayaa thaa ghar (2)
kitane sapano.N se hamane sajaayaa thaa ghar
naa wo tinake rahe ...
naa wo tinake rahe, naa rahaa aashiyaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N (2)
saarii duniyaa se puuchhaa, milaa naa nishaa.N
chup rahii ye zamii.n, chup rahaa aasamaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N to Dhuu.N.Dhuu.N kahaa.N
tujhako Dhuu.N.Dhuu.N o sajanaa kahaa.N
|