giitaayan An Interface to ISB

lauT gayaa Gam kaa zamaanaa - Nayaa Aadmi (1956)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Vishwanath-Ramamurthy | Singer(s): Hemant 
View in Nagari (Hindi)
he: aa aa aa aa la: aa aa aa aa la: lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa he: lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa he: duur gagan me.n dekho chamake aashaao.n ke taare aashaao.n ke taare jhilamil pyaare pyaare la: badalii me.n chhupkar taaro.n ke sa.ng cha.ndaa kare ishaare cha.ndaa kare ishaare do: kisakii lagan me aaj pavan hai.n baago.n me.n iThalaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa la: raat nayii har baat nayii hai.n nayaa nayaa hai zamaanaa kaisaa samaa suhaanaa kaisaa samaa suhaanaa he: gaaye cha.ndaniyaa dhiire dhiire priit bharaa afasaanaa priit bharaa afasaanaa la: aaj mere chhoTe se man me.n aashaa hai musakaatii do: lauT gayaa Gam kaa zamaanaa aa_ii khushii laharaatii lauT gayaa Gam kaa zamaanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.