raaNaa jii mhaare gusse me.n aae
aiso bal khaae
agiyaa barasaae
ghabaraae mhaaro chain
jaise duur des ke Taawar me.n ghus jaae re airoplen -2
raaNaa jii mhaare aiso gurraae
aiso tharraae
bhar aae mhaare nain
jaise sare aam bha_ii~
jaise sare aam iraak me.n jaake jam gae a.nkal saim -2
raaNaa jii mhaarii saas nanad ke taane
raaNaa jii mhaare jeTh sasur kii baanii
raaNaa jii thaape bhuut paret kii chhaayaa
haay raaNaa jii thaape il bil jin kaa saayaa
he sajanii ko Diiyar bole
Tharre ko biiyar bole
maa.Nge hai i.ngalis bolii
maa.Nge hai i.ngalis cholii
maa.Nge hai i.ngalis jayapur i.ngalis biikaaner
jaise bisalerii kii~
jaise bisalerii kii botal piike ban gae i.ngalis main -2
raaNaa jii mhaarii sautan ko ghar le aae
puuchhe to bole fre.nD hamaarii hai haay
raaNaa jii ne Tha.nDaa chakkuu yuu.N kholaa
bole ki haay Tha.nDaa maane kokaa kolaa
raaNaa jii bole moro.n kii bastii me.n hai shor raaNii
kyuu.Nki ye dil maa.Nge mor
mor raaNii, mor raaNii, mor raaNii
mhaarii to biich bajariyaa haay badanaamii ho ga_ii
mhaarii to laal chunariyaa sharam se dhaanii ho ga_ii
mhaaro to dhak dhak howe jo jo biite rain
jaise harek baat pe Demokresii me.n lagane lag gayo bain -2
jaise duur des ke Taawar me.n ghus jaae re airoplen
jaise sare aam iraak me.n jaake jam gae a.nkal saim
jaise binaa baat afagaanistaa.N kaa~
jaise binaa baat afagaanistaa.N kaa baj gayo bhaiyaa bai.nD -2
jaise duur des ke Taawar me.n ghus jaae re airoplen
raaNaa jii mhaare
|