giitaayan An Interface to ISB

mere pairo.n me.n koii ghu.Ngharuu pahanaa de - Sunghursh (1968)  

Lyrics: Shakeel | Music: Naushad | Singer(s): Rafi, Rajkumari 
View in Nagari (Hindi)
dil paayaa alabelaa mai.n ne tabiiyat merii ra.ngiilii haay aaj khushii me.n mai.n ne bha_iyya tho.Dii sii bha.ng pii lii mere pairo.n me.n, haay, mere pairo.n me.n ghu.Ngharuu ba.ndhaa de to phir merii chaal dekh le zaraa jam ke bha_iyyaa mohe laalii chunar, mohe laalii chunariyaa o.Dhaa de to phir merii chaal dekh le mere pairo.n me.n ... kyaa chaal hai torii? zaraa jhuum le gorii a-haa, vaah haale Dole kisii kii nathanii jhuume kisii kaa juhmakaa har paarii dil thaam le apanaa aisaa lagaa_uu.N Thumakaa kaise bhalaa? aise Di.ng ka TikaT phur.r ka TikaT aa jab ho kisii kii byaah sagaa_ii merii javaanii le a.nga.Daa_ii koii merii bhii shaadii karaa de to phir merii chaal dekh le mere pairo.n me.n ... koii ghuu.NghaT vaali mere dil pe chalaaye chhuriyaa.N koii naino.n vaalii chho.De naino.n se phuljha.Diyaa.N ruup hai laakho.n aur ik dil hai aape me.n rahanaa bhii mushkil hai koii akhiyo.n se daaruu pilaa de to phir merii chaal dekh le zaraa nain milaa ke zaraa dil lagaa ke! ek najar se dil bharamaaye duujii se le jaaye tiikhii najar tuu aisii maare jo dekhe luT jaaye saarii duniyaa tujhape diivaanii mai.n bhii to dekhuu.N terii javaanii zaraa mukha.De se ghu.NghaTaa haTaa de to phir merii chaal dekh le mohe laalii chunar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.