giitaayan An Interface to ISB

aate jaate, ha.Nsate gaate - Maine Pyaar Kiyaa (1989)  

Lyrics: Dev Kohli | Music: Ram Laxman | Singer(s): Lata, S P Balasubramaniam 
View in Nagari (Hindi)
aate jaate, ha.Nsate gaate sochaa thaa mai.n ne man me.n ka_ii baar vo pahalii nazar, halakaa saa asar karataa hai kyo.n dil ko beqaraar ruk ke chalanaa, chal ke rukanaa naa jaane tumhe.n hai kis kaa i.ntazaar teraa vo yakii.n, kahii.n mai.n to nahii.n lagataa hai yahii kyo.n mujhako baar baar yahii sach hai, shaayad mai.n ne pyaar kiyaa aate jaate, ha.Nsate gaate sochaa thaa mai.n ne man me.n ka_ii baar ho.nTho.n kii kalii kuchh aur khilii ye dil pe huaa hai kisakaa iKtiyaar tum kaun ho, batalaa to do kyo.n karane lagii mai.n tumape aitabaar khaamosh rahuu.N ya mai.n kah duu.N yaa kar luu.N mai.n chupake se ye sviikaar yahii sach hai, shaayad mai.n ne pyaar kiyaa haa.N haa.N, tumase, mai.n ne pyaar kiyaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.