giitaayan An Interface to ISB

dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii - 1947 Earth (1999)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: A R Rahman | Singer(s): Hariharan 
View in Nagari (Hindi)
hmmm.. hmmm... hmmm... dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii khushabuu hai teraa badan sulage mahake pighale dahake kyuu.N na bahake meraa man sulage mahake pighale dahake kyuu.N na bahake meraa man vo chalii havaa ke nashaa ghulaa hai samaa bhii jaise dhu_aa.N dhu_aa.N teraa ruup hai ke ye dhuup hai khule baal hai.n ke hai.n badaliyaa.N tuu jo paas hai mujhe pyaas hai tere jism kaa ehasaas hai tuu jo paas hai mujhe pyaas hai tere jism kaa ehasaas hai tuu jo paas hai mujhe pyaas hai hmmm.. hmmm... hmmm... dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii khushabuu hai teraa badan sulage mahake pighale dahake kyuu.N na bahake meraa man sulage mahake pighale dahake kyuu.N na bahake meraa man saa.Ns bhii jaise ruk sii jaatii hai tuu jo paas aaye to aa.Nch aatii hai dil kii dha.Dakan bhii mere siine men la.Dakha.Daatii hai ye teraa tan badan kaisii hai ye thakan(?? 'thakan' can't be right ??) tha.nDak hai jisame tuu vo aag hai balakhaatii hai jo tuu, laharaatii hai jo tuu lagataa hai ye badan ek raag hai vo chalii havaa ke nashaa ghulaa hai samaa bhii jaise dhuaa.N dhuaa.N teraa ruup hai ke ye dhuup hai khule baal hai.n ke hai.n badaliyaa.N tuu jo paas hai mujhe pyaas hai tere jism kaa ehasaas hai tuu jo paas hai mujhe pyaas hai tere jism kaa ehasaas hai tuu jo paas hai mujhe pyaas hai dhiimii dhiimii bhiinii bhiinii khushabuu hai teraa badan sulage mahake pighale dahake kyuu.N na bahake meraa man sulage mahake pighale dahake kyuu.N na bahake meraa man hmm.. hmmm... hmmm... (whistling)
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.